बहुत बेजान है ये दुनिया अब जीने के लिए ।
Bhaut bejaan hai ye duniya ab jeene ke lie
जान हाज़िर है मेरी अजी कोई ले तो सही ।
Zaan haazir hai meri aji koi le to sahi
मैं तो शिद्दत-ए-जज़्बात का बीमार हूँ ।
Main to shiddat ae zazbaat ka bimar hoon
तेरी मजबूरियाँ मुझे जीने देगी भी नहीं ।
Teri mazbooria mujhe jeene dengi bhi nahi
हो सकता है के मेरी तकदीर सवंर जाए ।
Ho sakta hai meri taqder sawar jaaye
हो बेहतर ज़िन्दगी, ज़िन्दगी के बाद कहीं ।
Ho behtar jindgi ,jindgi ke baad kahin
मैंने हयात में गुज़ारे बहुत साल फिर भी ।
Maine hayat mein guzare bhaut saal fir bhi
समझ पाया इसे अब तलक बिलकुल नहीं ।
Samajh paya ise ab talak bilkul nahi
ए खुदा जरा हिसाब किताब कर के बता ।
Ae khuda jara hisab kitab kar ke bata
मेरे खाते में ज़मा कोई दुआ है भी के नहीं ।
Mere khate mein jama koi dua hai ke nahi
********शिवराज********

कोई टिप्पणी नहीं:
एक टिप्पणी भेजें